Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeManna Dey
HomeManna Dey
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga
yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan baadal se barse nasha chhaane lagi bekhudi jaane humein kis jagah leke chali zindagi chalte chale hum koi nahin ghum mauj karen hum matwale chalte chale hum koi nahin ghum mauj udaayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar paani pe kirnen nahin roop ki yeh aag hai lehron ke sangeet mein chahat ka ek raag hai main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoom ke ab toh lehra le main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoomte jayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa
aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa muddat huyi thi yaar ka armaan kiye huye aa aa muddat huyi thi yaar ka armaan kiye huye is zindagi ko besaro samaan kiye huye aa aa saagar mein aaj yaar ka saagar mein aaj yaar ka jalwa dikha diya zaalim meri sharaab mein zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya ye kya mila diya o bata ye kya mila diya haan ye kya mila diya zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya zaalim meri sharaab mein ye kya mila diya aa aa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aaa chhod ke duniya chala aaya tha maikhaane mein apni hasti ko dubo baitha tha paimaane mein deeno duniya se deeno duniya deeno duniya deeno duniya se main gaafir tha ki phir us butt ka aa gaya zikr aa gaya aa gaya zikr kahin se mere afsaane mein deeno duniya se main gaafir tha ki phir us butt ka aaaaa aa gaya zikr kahin se mere afsaane mein kyun bekhudi ka aankh se kyunnn kyun bekhudi ka aankh se parda utha diya are wah parda utha
are zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi ha zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude baatein kam kar kaam jyada raka haan haan kaam se hoga naam jyada taka samjhe baatein kam kar kaam jyada raka are kaam se hoga naam jyada taka are are are are are re haan udti chidiya tere sadke gir mat jaana chalna bach ke mistar samjhe kya sistar samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi anadi hai koi are lad gayi ek kadam piche are baith jhoom ke pichhe ghoom o nakhre wali ha ha are log bajayenge khush hokar tali tali tali tali tali re jhoom ke peeche ghoom o nakhre wali ha ha ha are log bajayenge khush
zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye kabhi dekho mann nahin jaage peechhe peechhe sapnon ke bhaage ho kabhi dekho mann nahin jaage peechhe peechhe sapnon ke bhaage ik din sapnon ka raahi chalaa jaaye sapnon ke aage kahan zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye jinhone sajaaye yahan mele sukh dukh sang sang jhele ae ae jinhone sajaaye yahan mele sukh dukh sang sang jhele wohi chun kar khaamoshi yun chale jaaye akele kahan zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye
aaaa haaa haaa haaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain tujhse naa bichhadne ki tujhse naa bichhadne ki iss dil ne kasam khaayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai chhodun naa tera daaman chhodun naa tara daaman main hoon tera saudaayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 07:11 12851
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 07:11   Song Number : 12851   

Yeh Sama Hai Mera Samrat Chandragupta (1958) 03:15 37793
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nirupa Roy
Duration : 03:15   Song Number : 37793   

Zaalim Meri Sharaab Mein Reshma Aur Shera (1971) 08:26 37223
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheedan
Duration : 08:26   Song Number : 37223   

Zindagi Hai Khel Seeta Aur Geeta (1972) 04:54 38538
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 04:54   Song Number : 38538   

Zindagi Kaisi Hai Paheli Anand (1970) 03:39 21504
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:39   Song Number : 21504   

Zulfon Ki Ghata Le kar Reshmi Roomal (1961) 03:27 14079
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shakila
Duration : 03:27   Song Number : 14079   
Karaoke Songs of manna dey, Sad Songs of manna dey, Love Songs of manna dey, Dance Songs of manna dey, Hip-hop songs of manna dey, Best songs of manna dey, Super hit songs of manna dey, hit songs of manna dey, duet songs of manna dey, solo songs of manna dey, old songs of manna dey, famous songs of manna dey, Hindi Karaoke Songs of manna dey, Hindi Sad Songs of manna dey, Hindi Love Songs of manna dey, Hindi Dance Songs of manna dey, Hindi Hip-hop songs of manna dey, best Hindi songs of manna dey, super hit Hindi songs of manna dey, hit Hindi songs of manna dey, duet Hindi songs of manna dey, solo Hindi songs of manna dey, old Hindi songs of manna dey, famous Hindi songs of manna dey, Sing Along Songs of manna dey, Sing Along Sad Songs of manna dey, Sing Along Love Songs of manna dey, Sing Along Dance Songs of manna dey, Sing Along Hip-hop songs of manna dey, Sing Along Best songs of manna dey, Sing Along Super hit songs of manna dey, Sing Along hit songs of manna dey, Sing Along duet songs of manna dey, Sing Along solo songs of manna dey, Sing Along old songs of manna dey, Sing Along famous songs of manna dey